Infinix S4 Full Specifications, Features and Price


Infinix S4 Full Specifications, Features and Price

Infinix ne apna budget selfie-centric smartphone Infinix S4 ko India me launched kar diya hai. Is phone me apko Glass Unibody Design diya gaya hai. Infinix S4 me apko tin colors dekhne ko milte hai, Nebula Blue, Twilight Purple aur Space Gray. Is phone me apko Android Pie v9.0 diya gaya hai aur user interface ke liye isme apko XOS 5.0 diya gaya hai. Chaliye jante hai hame is phone me aur kaunse features diye gaye hai.

Camera
Infinix S4 ka jo highlighted feature hai wo hai is phone ka front camera. Is phone me apko selfie aur video calling ke liye 32MP ka camera diya gaya hai jo f2.0 aperture ke sath aata hai. Is phone ke front camera me hame screen flash, AI Beauty, AI Bokeh jaise features bhi diye gaye hai.

Infinix S4 me apko rear me triple camera dekhne ko milta hai. Is phone me apko 13MP ka primary sensor diya gaya hai jo f1.8 aperture ke sath aata hai. Wide angle capture karne ke liye apko 8MP ka sensor diya gaya hai f2.2 aperture ke sath. Aur 2MP ka depth sensor bhi diya gaya hai. Infinix S4 me apko rear me flash ka option bhi diya gaya hai. Is phone ke rear camera me apko AI Beauty, AI Bokeh, Night, Sports, Blue Sky, Text jaise mode bhi diye gaye hai.

Storage & RAM
Infinix S4 ko sirf ek variant me launched kiya gaya hai, 3GB RAM + 32GB storage ke sath. Is phone ki storage ko aap micro SD Card ki madat se 256GB tak expand kar sakte hai. Aur micro SD Card ke liye apko dedicated slot bhi diya gaya hai jo ki ek achi bat hai.

Processor
Performance ke liye Infinix S4 me 2.0GHz ka Octa Core MediaTek Helio P22 processor diya gaya hai. Ye processor 12nm par based hai. Grapgics ke liye apko Infinix S4 me IMG-PowerVR GE8320 diya gaya hai.


Display
Infinix S4 me apko 6.21 inch ki HD+ Drop Notch display dekhne ko milti hai. Is phone me apko 720*1520 ka resolution diya gaya hai, 269 PPI ke sath. Phone me apko 19.5:9 ka aspect ratio diya gaya hai. hai. Is phone me apko dual 2.5D glass diya gaya hai.

Dimension
Infinix S4 ki thickness 7.9mm hai. Is phone ki height 156mm aur width 75mm hai. Phone ka weight 155g hai.

Security
Security ke liye Infinix S4 me apko fingerprint sensor ke sath sath face unlock ka option bhi diya gaya hai.


Battery
Infinix S4 me apko 4000 mAh ki battery di gayi hai.

Sensor
Infinix S4 me apko G-Sensor, Proximity, Light, Compass jaise sensors diye gaye hai.

Price
Infinix S4 ki price Rs. 8,999/- rakhi gayi hai aur aap is phone ko Flipkart se buy kar sakte hai.


In The Box
Is phone ke box me apko Handset, Adapter, Micro USB Cable, Protective Film,  SIM Ejector Pin, TPU Case, User Manual, aur Warrany card diya gaya hai.


Infinix S4 Full Specifications
General
Design: Glass Unibody Design
Dimensions: 156mm x 75mm x 7.9mm
Weight: 155g
Colors: Nebula Blue, Twilight Purple, Space Gray
SIM Type: Dual SIM
Hybrid SIM Slot: No
Display
Display Size: 6.21 Inch
Resolution: 720 x 1520
Resolution Type: HD+
PPI 269 PPI
System
Operating System: Android Pie v9.0
User Interface: XOS 5.0
Chipset: MediaTek Helio P22
CPU: 2.0 GHz Octa-Core
GPU: IMG-PowerVR GE8320
Memory & Storage
RAM: 3GB
Internal Storage: 32GB
Expandable Memory: Up to 256GB
Unlock
Fingerprint Sensor: Yes
Face Unlock: Yes
Camera
Front Camera: 32MP
Rear Camera: 13MP + 8MP + 2MP
Battery
Capacity 4000 mAh
Type: Li-ion polymer
Connectivity
Network Support: WCDMA, GSM, 4G LTE, 4G VOLTE
Wi-Fi: 802.11 a/b/g/n
Bluetooth: Yes
GPS: Yes
NFC: No
USB: Micro USB
Audio: 3.5mm
Price
3GB + 32GB Variant: ₹ 8,999
In The Box
Handset, Adapter, Micro USB Cable, Protective Film,  SIM Ejector Pin, TPU Case, User Manual, Warranty Card


Aur Bhi Padhe:



Note: Tech Portal ki notifications Telegram par pane ke liye Subscribe kare.
Infinix S4 Full Specifications, Features and Price Infinix S4 Full Specifications, Features and Price Reviewed by Tech Portal on May 21, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.