ZOLO ZX Full Specifications | Features | Price

ZOLO ZX Full Specifications | Features | Price

Hello friends, TECH PORTAL ki ek aur naye article/post me aap sabhi ka bahot bahot swagat hai. Apko article/post pasand aaye to ise aap apne friends, family aur relative ke sath zarur share kare. TECH PORTAL ko follow kare taki jab bhi main koi new article/post publish karu to apko notification mil jaye. Agar aap ka koi bhi suzao ya sawal hai to aap hame comment kar ke puch sakte hai.

XOLO ZX Summary
XOLO ne apna new smart phone XOLO ZX ko india me launched kar diya hai. ZOLO ZX Android Oreo 8.1 par adharit Star OS 5.1 par chalta hai.

Sabse pahle bat karte hai iske camera ki, selfie ke liye is phone me apko 16 MP ka front camera diya gaya hai f2.0 aperture ke sath. Is phone me apko rear me dual camera diya gaya hai 13 MP + 5 MP, f2.0 aperture ke sath. Other camera features ki bat kare to isme apko auto focus, face detection aur touch to focus jaise features dekhne ko milte hai. Is phone se aap HD recording bhi kar sakte hai.

Storage ki bat kare to ZOLO ZX ke do variant hai, 4 GB RAM + 64 GB Storage aur 6 GB RAM + 128 GB Storage. Is phone ki storage ko aap 256 GB tak expand bhi kar sakte hai.

Performance ke liye ZOLO ZX me Octa Core MediaTek Helio P22 processor diya gaya hai. ZOLO ZX me graphics ke liye PowerVR GE8320 integrated hai.

ZOLO ZX me apko notch display dekhne ko milti hai. ZOLO ZX me 6.22 inch ka HD+ display diya gaya hai Corning Gorilla Glass v3 protection ke sath.

NOKIA 4.2 Full Specifications, Features & Price

VIVO Y17 Full Specifications | Features | Price

Ye phone apko do colors me dekhne ko milta hai, ek Electric Blue aur dusra Midnight Blue. ZOLO ZX ka weight 160 grams hai. Is phone ka dimension 157.8 * 75.1 * 7.77 mm hai.

Security ke liye ZOLO ZX me apko fingerprint sensor diya gaya hai aur is phone me apko face unlock ka option bhi dekhne ko milta hai.

ZOLO ZX me apko 3260 mAh ki battery di gayi hai jo ki non removable hai.

ZOLO ZX me apko connectivity ke liye Bluetooth v4.1, Wi-Fi 802.11, Hotspot, 4G LTE, 3.5mm Audio Jack aur microUSB v2.0 jaise options diye gaye hai.

ZOLO ZX 4 GB RAM + 64 GB Storage wale variant ki kimat hai 11,499/- aur 6 GB RAM + 128 GB Storage wale variant ki kimat hai 13,999/-


Note: Tech Portal ki notifications Telegram par pane ke liye Subscribe kare.



ZOLO ZX Full Specification
Body
Dimensions: 157.8mm x 75.1mm x 7.77mm
Weight: 160 g
Colors: Midnight Blue, Electric Blue
SIM: Dual Sim (4G + 4G), Nano + Nano
Display
Technology: IPS
Protection: Corning Gorilla Glass v3
Size: 6.22 Inch
Resolution: HD+
PPI 270 ppi
Multitouch: Yes
System
OS: Android OS v8.1 (Oreo)
User Interface: Star OS 5.1
Chipset: MediaTek Helio P22
CPU: 2.0 GHz Octa Core Processor
Memory
RAM: 4 GB / 6 GB
Internal Storage: 64 GB / 128 GB
Expandable Memory: Up to 256 GB
Camera
Rear Camera: 13 MP + 5 MP (F2.0)
Front Camera: 16 MP (F2.0)
Battery
Capacity: 3260 mAh
Connectivity and Network
Mobile Network: 3G / 4G
WLAN: Wi-Fi 802.11, Hotspot
Bluetooth: v4.1
GPS: Yes
NFC: No
USB: micro USB v2.0
Audio: 3.5 mm jack
Price
4 GB + 64 GB Variant: ₹ 11,499
6 GB + 128 GB Variant: ₹ 13,999
In The Box
USB Cable, Charger, Handset (with Non-Removable Battery), Plastic Case, SIM Ejector Pin


Buy From Amazon

Umeed karta hu dosto article/post apko pasand aayi hongi.
Thank You !
ZOLO ZX Full Specifications | Features | Price ZOLO ZX Full Specifications | Features | Price Reviewed by Tech Portal on May 08, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.